sunni rehemani duniya

My blogs

Blogs I follow

About me

Location India
Links Wishlist
Introduction Asalamoalaikum, "ASALATO WASALAMO ALAIKA YA RASOOL ALLAH WA ALA ALE KA WA AS HABIKA YA HABEEB ALLAH ASALATO WASALAMO ALAIKA YA NABIYALLAH WA ALA ALE KA WA AS HABIKIA YA NOOR ALLAH". Jis pak or moatabar hasti par aap ne abhi daroodosalam bheja hai un ki tamam zindagi isi gham main guzri ke kisi tarah unki umat(yani hamari)maghfirat ho jaye.To aisi zindagi ko kyon na apnaya jae jo ALLAH ke MAHBOOB ki zindagi hai or ALLAH ki mahboob zindagi hai. Lets be brief sunnatain zinda karne se murad HAZOOR (SAWW)ki roz mara zindagi ke un chote chote tor tareeqon ko apni zindagi main practise karna hai jo aaj kal matrook(not in practice)ho chukay hain ya kam log un par amal karte hain ya(its imp)"KARTE TO HAIN LEKIN IS NIYYAT SE NAHIN KE WO HAZOOR(SAWW) KI SUNNAT POORI KAR RAHE HAIN ALLAH KI RAZA HAASIL KARNE KE LIYE"."AIK SUNNAT ZINDA KARNE KA SAWAB 100 MAQBOOL SHAHEEDON KE SAWAB KE BARABAR HAI". SUBAHAN ALLAH!!!!