Mohsin ali saiyed

My blogs

About me

Gender Male
Industry Tourism
Occupation Self-Employed
Location Ahmedabad, Gugarat, India
Introduction Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! Assalamu Alaikum Wa Rehmatullahi Barakatuhu Allah ke Naam se shuru jo tamam jahano ko banane wala aur usey palney wala hai! aur Duroodo Salaam ho uskey aakhri Nabi Rasool’Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) par..,, Aaj ke din Humne tumhare liye Deen ko mukammil kar liya aur apni Neymate humne tum par tamam kar di. aur tumhare liye Deen-e-Islam ko pasand kar liya.❞.,., .,,.Al-Quran..,,.Surah Maida 5:3.,,. ,.., ,. .,,..,Talib Ul Ilm Farizatn Ala Kulli Muslimin” (Mishkat P:24) (Ilm Ka Haasil Karna Tamaam Musalman Mard Aur Aurat Par Farz Hai),..,.,.,., ,.,..,,.,.Ek aur Riwayat me Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) farmtey hai ❝ Logo! Ilm ke wapas liye janey aur utha liye janey se pehle Ilm hasil kar lo. (Musnade Ahmad).,.,.,.,. ❝ Behtreen Sadqa ye hai ke koi Musalmaan Ilm seekhe, phir apne Musalmaan bhaai ko Sikhaye (Ibne Majah: 243).,,.,.,.., .,.,., Lihaja Me., Aa-Hazrat (Sallallahu Alaihi Wasallam) ke Issi Irshad-e-Mubarak par Amal karte hue is Website ke Waseele se Ummat-e-Muslima aur bilkhusus apne Gairmuslim hazraat tak ki khidmat me Dawat aur Islah ki Adanasi koshish kar raha hu,
Interests reading, listening soft music, sports
Favorite Music naat, classical, gazals, bit of old songs, intrumental
Favorite Books quraan, bhukhari shareef, tazkiratul auliya, book of khalid bin waleed, few other non islamic books